Aankhen Dekhi to Main Dekhta Reh Gaya Lyrics

About the song: Aankhen Dekhi to Main Dekhta Reh Gaya Lyrics is written and sung by Nusrat Fateh Ali Khan. The title of the song is Afreen Afreen.

Aankhen Dekhi to Main Dekhta Reh Gaya Lyrics

Husn-e-jaana ki tareef mumkin nahi
Afreen afreen
Afreen afreen
Tu bhi dekhe agar to kahe hum-nashi
Afreen afreen
Afreen afreen

Aisaa dekha nahi khubsoorat koi
ji*m (body) jaise Ajanta ki murat koi
ji*m (body) jaise nigahon pe jadoo koi
ji*m (body) nagma koi, ji*m (body) khusboo koi
ji*m (body) jaise machalti hui raagini
ji*m (body) jaise mehakti hui chandni
ji*m (body) jaise hai khilta hua ek chaman
ji*m (body) jaise hai suraj ki pehli kiran
ji*m (body) tarsha hua, dilkash-o-dilnashi
Sandali sandali
Makhmali makhmali

Afreen afreen
Afreen afreen

Aankhen dekhi to main dekhta reh gaya
Jaam do aur dono hi do aatisha
Aankhen ya maikade ke do baab hain
Aankhen unko kahoon, ya kahoon khwaab hai
Aankhen neechi hui to hayaa ban gayi
Aankhen oonchi hui to dua ban gayi
Aankhen uth kar jukhi to adaa ban gayi
Aankhen jhuk kar uthi to fazaa ban gayi
Aankhen jin mein hain qaid aasmaan-o-zamin
Nargisi nargisi
Surmayi surmayi

Video

This is the end of Aankhen Dekhi to Main Dekhta Reh Gaya Lyrics. If any query, leave us a comment.