About the song: Ae Khuda Tu Bol De Lyrics is written by Jaani and sung by B Praak featuring Nawazuddin & Sunanda Sharma. The title of the song is Mera Yaar Hans Raha Hai Baarish Ki Jaaye.
Ae Khuda Tu Bol De Lyrics
Ye sooraj se bhi keh do
Ke apni aag bhuja ke kare
Ye sooraj se bhi keh do
Ke apni aag bhuja ke kare
Agar usse baatein karni hai
Toh phir nazar jhuka ke kare
Toh phir nazar jhuka ke kare
Taare uske haath mein hone hi chaahiye
Jugnoo uske saath mein sone hi chaahiye
O khusbuon se uski sifaarish ki jaaye
O khusbuon se uski sifaarish ki jaaye
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Ye sooraj se bhi keh do
Ke apni aag bhuja ke kare
Agar usse baatein hai karni
Toh nazarein jhuka ke kare
Ho ye sooraj se bhi keh do
Ke apni aag bhuja ke kare
Agar usse baatein hai karni
Toh nazarein jhuka ke kare
Mohabbat-e-Jaani ki poori khwahish ki jaaye
Mohabbat-e-Jaani ki poori khwahish ki jaaye
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Haaye aashiq ho jaane mein kitna waqt lagta hai
Rabb ke ghar mein aane mein kitna waqt lagta hai
Dekha use toh ye maloom hua
Ke jannat ko paane mein kitna waqt lagta
Ye jamana jaane na
Kya kara sakti hai
O yaar mere ki nazar hai
Dariya dooba sakti hai
Uska bas chale toh saara dariya pee jaaye
Uska bas chale toh saara dariya pee jaaye
Ae khuda, ae khuda
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Ae khuda tu bol de tere baadlon ko
Mera yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Yaar hans raha hai baarish ki jaaye
Video
This is the end of Ae Khuda Tu Bol De Lyrics. If any query, leave us a comment.