About the song: Dekhne Ko Mujhko 100 Bahane Lyrics is written and sung by Swati Mishra. The title of the song is Chaand Baaliyan | Female Reply Version.
Dekhne Ko Mujhko 100 Bahane Lyrics
Dekhne ko mujhko sau bahane tu banaye
Aisa bhi kya mujhme hai bhala
Janti hu tere dil me mere liye kya hai
Kyu tu mere piche hai pada
Ye meri chand baaliyan
Haan deti hu main galiyaan
Ye meri chand baaliyan
Haan deti hu main galiyaan
Sochle tu firse ek dafa
Tedha hai ye dil ka rasta
Tedha hai ye dil ka rasta
Tedha hai ye dil ka
Dekhne me lagta hai
tu seedha sadha ladka
Par tu dil ka khota hai bada
Mana meri surat ki hai
chaandi sau taka par kya
Tere dil ka sona hai khara
Lada na naina mujhse
Haan kehti hu main tujhse
Lada na naina mujhse
Haan kehti hu main tujhse
Sochne ka mauka ja diya
Fir bhi mere piche ho liya
Kyu tu mere piche ho liya
Kyu tu mere piche
Video
This is the end of Dekhne Ko Mujhko 100 Bahane Lyrics. If any query, leave us a comment.