Subah Ko Aankh Khulte Yaad Tera Aana Lyrics

About the song: Lyrics is written and sung by Hasan Raheem. The title of the song is Aisay Kaisay.

Subah Ko Aankh Khulte Yaad Tera Aana Lyrics

ankhon me meri tuje saadgi na dikhay
aisay kaisay meri jaana
ye saaari batein jo adhoori si rakheen theen
sun raha hai ab zamana

suba ko ankh khultay yaad tera ana
ye kaisa maajra hai jaana
adayen teri wo jo dil ko choo gayeen theen
kabhi na kuch bhi main kaha na

Kabhi na kuch bhi main kaha na
Kabhi na kuch bhi main kaha na

labon pe meray ye kahani
daastan to hai purani
saath ham rahein gay ye
umeed karkay baithay thay
dagha kay is pahaar main
baja raha guitar main

mun mor kay jo tu muj say hain yun chali
mil gaya muje bahana
ye saari batein jo adhoori si rakheen thi
sun raha hai ab zamana

sunay ga ab ye zamana
sunay ga ab ye zamna
sunay ga ab ye zamana
sunay ga ab ye zamana

Video

This is the end of Subah Ko Aankh Khulte Yaad Tera Aana Lyrics. If any query, leave us a comment.